SMS Collection

All SMS

Category: Bhai Style Sms

Bhai style SMS, Munna Bhia SMS, Bhai style SMS collection, Circuit dialog SMS, Munna Circuit SMS

Apun dono ka dosti

Apun dono ka dosti 1dum jhakz hona mangta hai,
Jhakz bole to,
apun hira 2 moti,
Apun sabji 2 roti,
apun pani 2 tanki,
Apun tarzan 2 monkey.

Apun bola narak

God puchha kidhar jaane ka maangta?
Swarg ya narak?
Apun bola narak.
Maloom kyon?
Tum saala dost log udharich milega.
Bole to jidhar tum,
woich apna swarg hoga.

Tum apun ko itna sms

Tum apun ko itna sms karta hai..
Apun ko reply karneko majbur karta hai..
Kya iske peeche koi plan hai..
Ya auro ki tarah tum bhi apun ka fan hai..