SMS Collection

All SMS

Category: Eid SMS

Eid, A Muslim holiday brings joy and fesivity for the Muslims all around the world. Eid ul-Fitr that marks the end of Ramadan is celebrated on 1st of Islamic month of Shawwal. While Eid al-Adha meaning “Festival of Sacrifice” is celebrated on 10 Dhu al-Hijjah. SmsGlitz has a Collection of Eid SMS, Eid Text Messages, Eid Mubarak SMS, Free Eid text Messages, Eid Greetings, Eid Prayers SMS, Eid 2013 SMS alternately 2013 Eid SMS. So get some sms for Eid and send them to your friends

Bakra debit Cash credit

Bakra debit
Cash credit

Qurbani debit
Gosht Credit

Qasai Debit
Khaal Credit

Aap Debit
Hum Credit

Eid Mubarik…

Hamara Msg Debit
Apka Reply Credit

Eid Ul Azha Mubarik

like the colour of silver

Like the colour of silver,
in the night sky,
the new moon rises,
the holy month has past,
the fasting is over,
tomorrow is the great feast of Eid-ul-Fitr.

EID MUBARAK

Bohut bohat EID MUBARAK

Khushyon k is pur masarrat moqay
per bohut bohat EID MUBARAK
dil ki gehraiyun say nikli hoi is dua k sath k…
Khuda aap ki aur aap k sab chanay walon ki zindagi
ko khushion Rehmaton aur kamiyabi say bhar day,
her gham,dukh aur dard ko aap sab say door….
bohut door ker day…Ameen

Romantic EID Poetry Collection

Chalo Acha Hua Eid Ab Ke Bhi Tanha Guzri,
Galay Mil Ke Bohat Rote Jo Tum Aa Jaate…

Eid Ke Chand Kahin Aur Ujaaley Le Ja,
Mera Weeran Baseraa Hi Mujhe Acha Hai..

Is Ke Aanay Se Howay Zakham Haray Kitnay “Batool”
Eid Se Kehdo Mere Sheher Mein Aya Na Karay……….!

Eid Ke Chand Ko Koi Dekhe Na Mere Siwa,
Iss Ke Deedar Ko Ik Saal Guzara Mene..

Udhar Se Chand Tum Dekho,
Idhar Se Chand Hum Dekhen,
Nigaahain Yun Takrayen Ke
Do Dilon Ki Eid Ho Jaye..

Na Kisi Ki Deed Hui Na Kisi Ko Galy Mily
Kaisi Khamosh Eid Thi, Jo Aai Or Chali Gai.

Humne Tumhain Dekha Nahi Kya Eid Manayen
Jis Ney Tumhain Dekha Usey Eid MUbarak …! =P

Masoom Say Armaano Ki Masoom Si Duniyaa
Jo Kar Gaye Barbaad, Unhain Eid Mubaarak …!

Log Kehte Hain K EID Aayee Ha ?
Tum Aajao To Yaqeen Aa Jaye..

Kya Jashan Manaoon Ke Aaj Eid Ha,
Ye Dard e Dil Jagaon Ke Aaj Eid Ha,

Lagaya Nahi Ha Usne Galay Pyar Se Mujhay,
Main Kaise Maan Jaon Ke Aaj Eid Ha