SMS Collection

All SMS

Category: Islamic SMS

Pray to Allah Almighty

Pray to Allah Almighty,
And show some faith n dignity,
Quran be at your side,
Islam giving you a pride,
Sunnah be a light for you,
That will glow and let you do,
All the acts to make you feel,
Nothing but this land is real.

Beth Kar Paani Pene Se

Beth Kar Paani Pene Se

1. Gurday Kharab Nahi Hote.

2. Ghutney Hamesha Active Rehty Hain.

3. Reedh Ki Haddi Mazboot Rehti Hay.

4.Dil K Wall Kabhi Band Nahi Hote.

Gifts of 21st Century

Gifts of 21st Century

Our Communication Wireless

Our Cooking Fire-less

Our Food Fatless,

Our Women Sleeveless.

Our Youth Jobless

Our Relation Loveless

Our Attitude Careless.

Our Politics Shameless

Our Arguments Baseless

Our Job Thankless

Bcoz

Our Life Is “QURAN LESS”

THINK!

2 Ghoont 2 Qatry

2 Ghoont: ALLAH ko bohat pasand hain
Ek gussay ka or
Dosra sabar ka…

2 Qatry: ALLAH ko bohat pasand hain,
Jahad mainĀ  khoon ka or
Tanhai ma khof-e-Khuda se niklay hovay aansu ka…

2 Qadam: ALLAH ko bohat pasnd hain
Jo farz Namaz k liay uthay,
Ya kisi ki tazeyat, ayadat k liay uthy..

EK bar AAp (S.A.W) ne shetan ko kmzor dekha

EK bar AAp (S.A.W) ne shetan ko kmzor dekha to wja pochi

Who bola

Ap(S.A.W)ki umat ki 6 khaslatain muj sy brdasht nhi…!

1-jb milain tu salam kartay hain.

2-musafah krty hain

3-jb koi kam krna chahty hain tu INSHALLAH kehty hain

4-Istaghfar karty hain

5- Ap(S.A.W.W) ka nam sunty hi durood bhaijty hain

6- har kam ki ibtida Bismillah say karty hain.

Pyari Cheezon K Naam

HUZOOR PAK (S.A.W) Ki Kuch Pyari Cheezon K Naam;

AAP (S.A.W) K “JHANDEY” (Flage) Ka Naam ‘UQAB’ Tha,

APP (S.A.W) K “PIYALEY” (Bowl) Ka Naam ‘AYAAN’ Tha,

APP (S.A.W) K “KHACHAR” Ka Naam ‘DULDUL’ Tha,

AAP (S.A.W) Ki “TALWAR” Ka Naam ‘ZULFIQAR’ Tha,

Khaak Mujh Mein Kamaal Rakha Hai

Khaak Mujh Mein Kamaal rakha hai,
.
Aey KHUDA tu ne Sambhaal rakha hai.
.
Mere Aibo’n Pe Daal Ke Pardah,
.
Mujhe Acho’n Mein Daal rakha hai.
.
Apne Daaman Se Kar Ke Wabasta,
.
Har Museebat Ko Taal rakha hai.
.
Main to Kab Ka Mitt gaya hota,
.
KHUDAYA Teri Rehmato’n ne Paal rakha hai.