Masjid-e-Nabvi mein khana taqseem ho raha tha.
Aik musafir ne khana lene k bad khana dainay walay se kaha k
Aik or banday ka khana de do kynkay
masjid mein aik Musafir sookhi roti ko pani mein bhigo k kha rha hai.
Khana dene walay ne kaha:
Is khanay ka ehtamam unhe ki taraf say hay
Aur woh Hazrat Ali hain
Fajar = noor
Zuhar = dolat
Asar = sehet aur shifa
Magrib = kamyabi mustaqbil
Eisha = pur sakon neend
Ao namaz qaim karen.
Please try to cut your nails in Sunnat way.
On Friday.
Start from right hand.
1= First finger (Shahadt wali).
2= Middle.
3= Ring.
4= Small.
Then left hand.
5= Small.
6= Ring.
7= Middle.
8= First finger.
9= Thumb.
10= Right hand’s Thumb.
The Best Helping Hands
at the end are your own hands.
When you can’t handle things,
Put those hands together
& Pray To Allah Lareem.
The most humbling statement
we can say is
“I am NOTHING without ALLAH”
&
my most powerful statement
is
“With ALLAH, I can do ANYTHING!”
Dunia ki har Fiza me Ujala RASOOL ka,
ye sari Kainaat hay Sadqa RASOOL ka
khushboo Ghulab ki hay Pasina RASOOL ka,
Aapko ho Mubarak Mahina RASOOL ka
Best cosmatic for the lips is truth,
For the voice is prayer,
For the eyes is pity,
For the hands is charity,
and
for the heart is care
Always keep these in your beauty box(heart)
In each single day we smile and laugh so many times.
We never thank ALLAH after every smile
but we do blame HIM for every tear we cry.
Strange but true.
Dosto halat jaisay bhe hn ALLAH,MASJID,
NAMAZ OR ASTAGFIRULLAH ka daman na choro..
ye zindagi arzì ha.ye khailna or enjoy karna ki jaga nahe ha…
ye akhirat ki fikr karnay ki jaga ha…
mout k liay apnay ap ko har waqt k liay tayar karo.
Aik shakhs kahen ja raha tha k shaitan us k saath hogaya.
Raste mein usne na Fajar ki namaz prhi na Zohar ki,
na Asar ki na Magrib ki or na Isha ki.
Ye dekh k shaitan bola
‘Mere aur tere raaste ab se juda hain’.
Us aadmi ne wajha puchi to shaitan bola
‘Maine Adam ko aik sajda nahin kia tha
to Allah ne mujhe Lanat bhaiji.
Aur Tu ne to 34 sajde nahi kiye wo bhi Adam k Rabb ko.
Mujhe tere anjam se dar lag raha hai. Think it !