blessings is associated with the company
Eat together and not separately,
for the blessings is associated with the company.
Eat together and not separately,
for the blessings is associated with the company.
Never blame a day in your life.
Good days give Happiness.
Bad days give experience.
Worst days give lesson.
and
Best days give memories.
always be thankful to God.
Goongi Ho Gai Aaj kuch Zuban kehty kehty,
Hichkicha Gaya Main khud ko Musalman kehty kehty,
Ye baat Nahi k Mujh ko us Par yaqeen Nahi,
Bas Dar Gaya khud ko saheb-e-Imaan kehty kehty,
Tofeeq Na hoi Mujhy Ek waqat Namaz ki,
Aur Chup Howa Moazan Aazaan kehty kehty,
Kisi kafir Ne jo Poocha k ye kia Hay Maheena,
Sharam se pani haath sy gir gaya Ramzan kehty kehty,
Meri almari Main Gard se bhari kitaab ka Jo Poocha,
Main Garh Gaya Zameen Main Quran kehty kehty,
Ye sun k Chup saadh Li “IQBAL” Us Ne,
Yoon laga jese ruk gaya wo mujhay Hewaan kehty kehty…..?
“Friday”
F= Farz Allah ka Aada kro
R= Rab ko Razi kro
I= Ibadat Dil se kro
D= Darud Kasrat se parho
A= Allah se mango
Y= Yaad rakho Mujhe Duawon me
The thing that weighs most heavily
in the balance (of good deeds)
is a good attitude.
Rab sey mohabt or insan sey mohabt me kya farq hy?
Insan sey mohabt Apki sab sy bari kamzori ban jati hy
or
Rab sy mohabt Apki sab sy bari taaqat ban jati hy.
subha bhakar
‘Jo Bhi Un (S.A.W) Say Mila Usko Rab Milgaya
Bay Adab Zindagi ko adab milgaya
Rab Se Woh (S.A.W) Aashna Un (S.A.W) Say Rab Ashna
Woh (S.A.W) Daleel-e-Khuda Unki (S.A.W) Kya Baat Hai’
“10” batein – “10” baton ko khatam kar deti hain
1.Tauba – Gunah ko
2.Dukh – Zindagi ko
3.Ghussa – Aqal ko
4.Sadqa – Musibat ko
5.Chugli – Dostee ko
6.Namaz – Be-Hayaee ko
7.Neki – Badi ko
8.Jhooth – Rizq ko
9.Zulm – Insaaf ko
10.Takabur – Aamal ko
Achi bat phlana sadqa jaria hai:
Sometimes GOD doesn’t
change your situation
because HE is trying
to change your heart.