Hum Se Yun Na Mila Karo Aey Tanhai
Shayad Hai Itni Kurbat Mein Ruswai
Tanha Behta Baatein Kerta Hun
Tanha Hun Magar Saath Hai Tanhai
Behta Rehta Hun Saath Us Ke Batein Kerte
Ke Kabhi Apni Si Lagti Hai Tanhai
Hum Se Yon Na Mila Karo Aey Tanhai
Shayad Hai Itni Kurbat Mein Ruswai
Waqt Guzerte Maloom Nahi Hota
Batein Kerte Kerte Sula Deti Hai Tanhai
Hansta Rehta Hun Saath Us Ke
Ke Hanstii Hai Tanha Dekh Ker Meri Tanhai
Kuch Kehti Nahi Mere Bare Mein
Bina Kahe Kuch Keh Jaati Hai Meri Tanhai
Tanha Behte Baatein Kerta Hun
Tanha Hun Magar Saath Hai Tanhai
Hum Se Yun Na Mila Karo Aey Tanhai
Shayad Hai Itni Kurbat Mein Ruswai
saleeqa ho agar bheegi hui
aankhon ko parrhaney ka faraz,
to behtay huwe aanso bhi baatein kartey hain.
phir se toote howe patton ka sahara le kar
wehshat-e-dil kisi jugnu se udhara le kar
dasht-e-dunya mein umeedon ka kinara le kar
main tujhe yaad karon ek umar dobaara le kar.
chalo aao phir kisi din mulaqaat kar k dekhein
beethi huyi baaton ko, phir yaak kar k dekhein
kuch ghum bhi bhool jayein, kuch doorian bhi kam hoon
ek shaam ek doosre k naam kar k dekhein
jo reh gayi thi dil mein, jo tum ko thi bataani
phir mile na mile moqa, wo baat kar k dekhein
baaton hi baaton mein wo baat bhi ho haye
jis baat mein wo baat ho, wo baat kar k dekhein
chalo aao phir kisi din mulagaat kar k dekhein
Iqbal Tere Des ka Kya Haal Sunaon,
Be’Baaki-o-Haq’Goyi se Ghabraata hai Momin,
Makkari-o-Farebi pe Itraata hai Momin,
Jiss Rizq se Parwaaz mein Kotaahi ka Darr ho,
Woh Rizq Ab Barray Shauq se Khaata hai Momin,
Kirdaar ka, Guftaar ka, Aa’amal ka Momin,
Qaa’il Nahin Ese Kisi Janjaal ka Momin,
Sarhad ka Momin hai to Koi Punjab ka Momin,
Dhoonde se bhi Millta Nahin, Qur’aan ka Momin,
Iqbal Tere Des ka Kya Haal Sunaon…!!
meri ROOH vich mera YAAR wasda,
meri ANKH vich usda DEEDAR wasda,
sanu apne dard di parwah nai,
par RAB kare har walay raway mera yaar HASDA.
When nights are long and friends are few.
I sit by my window and think of you.
A silent whisper and a silent tear.
With all my heart I wish you were here.
jhoota peenay se mohabbat barhti hai faraz…
yeh keh keh k woh ullo ki patthi meri saari PEPSI pee gai :->
“Raat,
Darwazey Pe,,
Kitni Dustakon k
Zakhm Thay Mohsin. . . ..
Phir Wohi,
Pagal Hawa Thi,
Phir Mujhey. . .
Dhoka Hua. . . .
Mohabbat k baad mohabbat mumkin hai Faraz,
magar toot k chahna sirf ak bar hota hai.