Apne dil me koi arman sada rakhna
Apne dil me koi arman sada rakhna
Dunia ki bheer me apni pehchan sada rakhna
Suna he ache lagte ho jab tum hanste ho
Es liye apne honton per muskan sada rakhna.
Apne dil me koi arman sada rakhna
Dunia ki bheer me apni pehchan sada rakhna
Suna he ache lagte ho jab tum hanste ho
Es liye apne honton per muskan sada rakhna.
Tera bachpan he rehta tu acha tha FARAZ,,
Hazaron hasratain barbad ki hain tu ne jawaan ho kar..
Aaj Tak Teri Yaadon K Phool Murjhaye Nhi “MOHSIN”
Main Nay Hamesha Inhain Apnay Ashkon say Tar Rakha Hai.
Tanha si zindgi Mein,
Chota sa saath tumhara
Ittifaq he sahi,
Pr lagta he humko pyara
Jese akele se ek parinde ko
Mil gaya ho Aasman Saara
Ye wafa to un dinon ki baat hay Faraz,
Jab makan kachay or log sachay howa kartey they!
Meri takmeel abi or bikhar kr hogi
Seher hogi magr rat guzr kr hogi
Us k milne ki kushi mein na raha dheyan mujhe
Kitni takleef mujhe US se bichar kr hogi
Na Karon Yaad Tumhain To Ulajh Jata Houn Sansoon Se WASI,
Samjh Nahi Aati Zindagi Sansoon Se Hai Yaa Teri Yaad Se.
Kuch raat ki aankhain bhigi thi,
Or chand b rootha rootha tha,
Kuch yadain uski baki thi,
Or dil b toota toota tha,
kis mor pe bichre yaad nahi,
Honton pe koi faryad nahi,
Us wade ki b khabar nahi,
Wo scha tha ya jhoota tha,
Har lamha aahain bharte hain
Bus aik dua hi karte hain
Ey kash!
wo wapis aa jaye
Tum Ne Dekha Hai,
Kabhi Chand Par
Behta Pani
Main Ne Aksar Ye
Manzar Tere
Rukhsar Par Dekha häi.
Ishq sabhi ko jeena sikha data hai,
wafa k naam pr marna sikha deta hai,
ishq nahi kya to kar k dakho lo,
zalim har dard sehna sikha deta hy