Teri Zaat se pehlay
Nafrt ki Kari Dhoop me Barsat se Pehle
Halat Na thy ase, Mulaqat se Pehle
Ye Barish
Ye Hwa
Ye Dhanak
Ye Mosam
Kis Kis se na Mohabt thi Teri Zaat se pehlay.
Nafrt ki Kari Dhoop me Barsat se Pehle
Halat Na thy ase, Mulaqat se Pehle
Ye Barish
Ye Hwa
Ye Dhanak
Ye Mosam
Kis Kis se na Mohabt thi Teri Zaat se pehlay.
Last Moment of December
Abhi Lamhey Nhi Bikhrey
Abhi Musam Nhi Bichrey
Mery Kamrey Ki Thandak Main
Abhi Kuch Dhoop Baqi Hy
Meri Diary K Kuch Safhay
Abhi Kuch Keh Nahin Paye
Merey Angan K Sab Poday
Abhi Bhi Gungunatey Hain
Merey Be-Jaan Hontoon Per
Abhi Muskaan Waisi Hy
Kisi K Lot Aany Ka
Abhi Imkaan Baqi Hy
December!
Baat Booloon Main,
Ager Tum Maan Jao
“December Thehar Jao…!!!”
Thehar Jao..
Enjoy the last moments of Decmeber SHAAM 2009.
~*Mere WÄjood Mein WÄfÄ Ki Roshni UtÄr De*~
~*Phir ItnÄ PyÄr De K Mujh Ko ChÄhÄton Mein MÄÄr De*~
~*”Boht UdÄs ThÄ So Uth K Tere PÄÄs ÄÄ GyÄ”*=
=*”Kuch Aisi BÄÄt KÄr Jo Dil Ko ChÄin De KÄrÄr De”*~
~*”SunÄ HÄi Teri Ek NÄzÄr SÄnwÄrti HÄi ZindÄgi”*~
~*”Ho Sky To ÄÄj Meri Zindgi SÄnwÄr Dy.
Mehfil me hasna to mera mizaj ban gaya,
Tanhai me rona ek raz ban gaya
Dil ke dard ko chehry se zahir na hone diya,
Yehi zindgi jene ka andaz ban gaya.
Kabhi Himmat Tou Kbhi Hosley Se Haar Gaye
Hum Bad-naseeb Thay Jo Her Kisi Se Haar Gaye
Ajeeb Khel Ka Medaan Hy Ye Dunya Faraz
K Jis Ko Jeet Chukey Usi Se Haar Gaye
Ye na samajh k bichar k Tujh se bhool gya hon tujhe
Teri chahat ki khushbu in hathon mein aaj b hai
Mohabbat se barh k Mujhe aqidat hy Tujh se
Yun muqaam buland Tera sub mein aaj b hai
Tu wo hai jo barson ka talash-e-hasil hai mera
Tumhe sochna meri yadon mein shamil aaj b hai
Ye or baat hy k majburion ne nibhane di na wafa
Wrna sachai Meri wafaon mein aaj b hai
Mera her shair Meri chahat ki gawahi dega
Chahton ki khushbu in lafzon mein aaj b hai
Wo kehta tha tuje se bichar k weran ho jaingy ham,
Aaj pury shehr mai sab se roshan ghar usi ka mila…
Lafzo ki justajo main sb kch gunwa dia,
wo chal dia main tarz-e-ada dhondta raha,
us ko ksi ne rab se lia mang or main,
sujday me gir k harf-e-duwa dhondta raha
Kis Qadar Masoom sa lehja tha uska
Tabish……
Dheray sy jaan keh kar bejaan kar diya
Kitna Ikhtiyar Tha Us Ko Apni Chahat Pey,
Jab Chaha Yaad Kiya,
Jab Chaha Bhula Diya,
Janta Tha Wo Mujh Ko Behlane K Har Andaz.
Jab Chaha Hansa Dia
Jab Chaha Rula Diya.