udaas kyun ho
Hum ne socha tha k batayen gay sb dukh dard us ko –
Us ne to itna bhi na pucha k udaas kyun ho.
Hum ne socha tha k batayen gay sb dukh dard us ko –
Us ne to itna bhi na pucha k udaas kyun ho.
Wo so jata ha aksar hmain yad kiye bagair,
Hmain nend nhi ati unse bat kiye
bagair,
Qasor unka nhi qasor to hmara hai,
Unhain chaha b to unki ijazt liye bagair.
Best combination of two great poets!
Faraz Says:
Usay Hum Yaad Aatay Hain Mager Fursat K Lamhon Mein
Mager Ye Baat Bhi Such Hey Usay Fursat Nahi Milti.
Parveen Shakir Says:
Hum Tasleem Kartey Hain Humain Fursat Nahi Milti.
Magar Ye Bhi Zara Socho Tumhain Jab Yaad Kartey Hain
Zamana Bhool Jatey Hain.
itna tasalsul tu meri sanson mein bhi nahi Mohsin,
jis ravaani se wo shaks mujhe yaad aata hai
Dunia ka Yaqeen karain Bhi tu Kaisy karain Faraz
Apni hi Aankh ka Aanso Bhi tu apna NA Raha,
Wo Bhi Nikala tu kisi Aur k Liye.
Dil ki dunia kuch is tarah se ujri “wassi”
Usne dard ka aadi bana k dard dena choor diya,
Bahany bahany se apki bat kia krte hain..
Har pal apko mehsoos kia krte hain..
Itni bar to ap sans b nahi lete hon ge.
Jitni bar hum apko yaad kia krte hain..
Tanha hun magar teri Yad mere pas hy
Tu nhi to tera Ehsaas mere pas hai
Sun sakta hoon teri Dharkanon ki kahani
Itna mera dil tere dil k pas hai.
Kabhi Daikh Dhoop Mein Kharhay Tanha Shajjar Ko ‘MOHSIN’
Aisay Jaltay Hain Waffaon Ko Nibhanay Walay…!
Kinaro pe sagar k khazane nahi aate
Phir jivan mei dost purane nhi aate
Jee lo en palon ko hansi k sath Hamary
Phir laut k Dosti k zamane nahi aate