Tu chand hai iss ZAMIN ka
Tu chand hai iss ZAMIN ka or mein Soraj;
Yehi waja hai jo Apny Darmiyan DOORI hai;
Dekh tu Maan ja, tu ZID na ker;
Teri Chandni k liye mera DOBNA zarori hai!
Tu chand hai iss ZAMIN ka or mein Soraj;
Yehi waja hai jo Apny Darmiyan DOORI hai;
Dekh tu Maan ja, tu ZID na ker;
Teri Chandni k liye mera DOBNA zarori hai!
Dil K Ghar M Basne Waly Ajnabi Nhi Hoty
Hr Wakt Yad Any Waly Ajnabi Nhi Hoty
Khushi Dene Waly To Apne Hoty Hen
Par!
Gham Deny Waly B Ajnabi Nhi Hoty..
Talaash mujh ko na kar dashtey rehber mein aye
GALIB
Nigah-e-dil say zara dekh Tery pass hoon main.
Gham-e-zindgi say fursat hi na mili….
“WARNA”
Hum agar ki$i k hote to sirf “TUMHARY” hote.
Kaat kar zubaan meri keh rha tha wo mujhe
ab tumhe ijazat he HAL-E-DIL sunane ki
Ansuo sham ki plko pe lrazty rehna,
Dob jaey jo ye manzar to brasty rehna,
US ki adat wohi hr bat adhori krna,
Or phr bat ka mfhøom bdlty rehna,
Aaj sikh lia hy ye qreena hm nay,
Bujh b jana to bari dair sulagty rehna,
JAny kis umer main jae gi ye adat us ki,
Roothna khud se to aoron se ulajhty rehna.
Main chahta hi na tha Lajawab karna usy
Warna jawab mery pas us k Har sawal ka tha
Uski jeet se hoti hai Khoshi mujh ko
Yehi jawaz mery pas apni Haar ka tha.
Sardar’s Poetry
khirki se dekha to gali mein koi nahi tha…
wah
wah
wah
khirki se dekha to gali mein koi nahi tha
gali mein ja ke dekha to khirki mein koi nahi tha
Unka Waada Hai Ki Vo Laut Aayenge ,
Esi Umeed Pe Hum Jiye Jayengey ,
Ye Intjaar Bhi Unhi Ki Tarah He ,
Kar Rahe They , Kar Rahe He Aur Kiye Jayenge…