SMS Collection

All SMS

Miss You Friends – Poem For Friends

Kesay hum shehar ki galiyon main phira krtay thay,

Bohut masruf thay kiun k yaron main raha krtay thay,

Tab nazar uth’ti hi na thi haseen’on par,

Pyar ata b to yaron pay fida krtay thay,

Waqt ata jo kisi aik par bhi mushkil ka,

Saray barh charh kr yari ko wafa krtay thay,

Waqt nay sab ko bikhaira hai aisa,

Barson miltay hi nahi wo jo roz mila krtay thay…..!!

MISS U Friends.. ;-)