SMS Collection

All SMS

ek umar ki wafa tere naam ki

Ye wafa ye mohabat tere nam ki,

Hum ne  apni chahat tere naam ki.

Sab gham or dard hain hamare liye,

Hum ne tamam umar ke kushian tere naam ki.

Hamari to na manzil hay na rasta apna,

Hum ne phir b apne dil ki dunia tere naam ki.

Hum hain bewafa kabhi sochna b mat,

Hum ne to ek umar ki wafa tere naam ki.