SMS Collection

All SMS

Dharknon k nasheeb-o-faraz ko sanwara tha

Dharknon k nasheeb-o-faraz ko sanwara tha,

“OR BUSS”.

Kaghez pe dil ka bojh utara tha,

“OR BUSS”.

Bus itna janta hoon k awaaz us ki thi,

Itna ptaa hai us ne pukara tha,

“OR BUSS”

Dunia ki fiqr kia thi zamany ka khof kia?,

Hum ko faqt khyal tmhara tha!

“OR BUSS”

Chahton k jahan main faeda ho na ho magr, chahton k junon main sirf khasara tha !

“OR BUSS”

Logon ne usko meri Mohbat samajh lia,

Wo mujh ko apni jan se pyara tha

OR BUSS…