1. Kisi ka jotha Peny sy shifa milti hy Faraz,
Kameena yeh bolty bolty meri sari pepsi pee gaya.!
2. Mai apny ghar ki ek ek cheez ginta ho faraz,
Aik tery aany se phly, aik tery jany k baad.!
3. Us ne mri zindagi kaanto se bhr di Faraz,
Wo jo khti thi “Mahi aayy ga ty phullan nal dharti sajawan gi.!
4. Balon me hath phair k pocha usne Faraz,
Tm ne Head & Shoulder lgaya hy Ya Painteen.!
5.Ye keh kr FARAZ nay larkiyon ko truck k nichay de dia
bachna ay haseeno lo main aa gia.
6.SMS kay andaaz judaa judaa say hain Faraz…
kisi nay toot kr SMS kiyay, or koi SMS pr k toot gya.
“Hum sy poochni hai tou Sitaaron ki baat poocho “Faraz”,
“Khawabon ki baat tou woh karty hein jinhein Neend Aati ho”…..
Chalo Faraz ab yahan se khisko
.
.
.
.
.
.
.
kion k dil mein mere hai DARD-e-DISCO
Jin: kia hukm ha mere aqa ?
PATHAN: aik shair suna do.
JIN: hukm karien bakwas nahi
main jin hun FARAZ nahi
PATHAN: wah wah kia shair hy.
Kya Bura Hai K Main Iqraar-E-Muhabbat Kr loon FARAZ
Log Wese Bhi To Kehtay hen Gunah-Gaar mujhay…..!
Us Ki Gum Sum SaadGi Pe Mat Ja “FÄRÄZ”. . . !!
Wo Samundar ha to phir Gehra bhe hoga!!
Ye zameen ki fitrat hai k hr cheez ko jazb kr leti hai,,,,
”FARAZ. . . .
wrna mere ansoo ka ek alag smandr hota…. .
Uss main Baat He Kuch Aisi The ‘FRAZ’
Agar Dil na Detey to Jaan chali jati.
Laazim hai har shaksh par zakaat dena FARAZ…!
Jo maaldar-e-Husun hain woh chummiyan diya karen…!
bus itna hi kaha tha kay barso kay piyasay hain FARAZ.
hontoon pay rakh kay hont us nay khamoosh kar diya.