Us Ki Gum Sum SaadGi Pe Mat Ja FARAZ
Us Ki Gum Sum SaadGi Pe Mat Ja “FÄRÄZ”. . . !!
Wo Samundar ha to phir Gehra bhe hoga!!
Us Ki Gum Sum SaadGi Pe Mat Ja “FÄRÄZ”. . . !!
Wo Samundar ha to phir Gehra bhe hoga!!
In bachion se dosti achi nahi faraz,
betian teri jawan hain kuch to khayal kar
Tujhe yaad kartay hain har saans kay baad,
Kabhi subha say pehle kabhi shaam kay baad,
Kabhi milo tou kuch karain batain,
Ik jaam say pehlay aik jaam kay baad,
Dil ki deewaron pay tera naam likhtay hain ,
kabhi fursat main kabhi kaam kay baad,
meray marnay kay baad bhi log tujhe pukarain gay,
Kabhi meray naam say pehlay kabhi meray naam kay baad…
Raat Din rulata hay INTZAAR tera,
Cut gai umar kum na hua PYAAR tera,
Ab to Aa jao k bohat udas hay DIL,
Sansoon ki tarha lazim hay Deedar TERA.
Tara bola chand se tum kitne khushnaseeb ho
jo tumhe sabhi yaad karte hain…
Aur hum itne badnaseeb hain ki log apni chahat ke liye
hamare tutne ki fariyaad karte hain…
Pathan ka shair…!
Na bottle mein na jar mein,
Na hotle mein na bar mein,
na bike peh, na car mein,
.
.
.
Jo maza naswar mein,
na ishq mein na pyar mein.
Tanha raaton me yaad koi aata hai,
Waqt mera aksar us ki yad me kat jata hai,
Khushi or ghum main vohi nazar aata hy
Kyon K yeh Pagal dil usse boht chahta hy.
Meri awargi mein kuch dakhal hai tmhara bhi.
Tmhari yad ati hai to ghar acha nahi lagta.
Hum Gaye Thay Un K Ghar
Kehna Tha Dil Se Dil Mila Lo.
Unki Ammi Ne Khola Darwaza.
Hum Ghabra K Bolay
“Aunti Bachon Ko Polio K Qatray Pilwa Lo”
Meri Ghazal ka Unwan pochte Hain Log
Dil Me kon Rehta hy Naam pochte Hain Log
Chor kr chala Gya Mujhko akela shehr me
Kitne Me bik gya daam pochte Hain Log
Ma sangdil Tha ya wo harjai
Ek yehi bat sar-e-Am pochte hain Log
Kal kya ho ga muje khud khaber nhi
Meri mohabat ka anjam pochte Hain Log..