Dil Se Dil Mila Lo
Hum Gaye Thay Un K Ghar
Kehna Tha Dil Se Dil Mila Lo.
Unki Ammi Ne Khola Darwaza.
Hum Ghabra K Bolay
“Aunti Bachon Ko Polio K Qatray Pilwa Lo”
Hum Gaye Thay Un K Ghar
Kehna Tha Dil Se Dil Mila Lo.
Unki Ammi Ne Khola Darwaza.
Hum Ghabra K Bolay
“Aunti Bachon Ko Polio K Qatray Pilwa Lo”
Meri Ghazal ka Unwan pochte Hain Log
Dil Me kon Rehta hy Naam pochte Hain Log
Chor kr chala Gya Mujhko akela shehr me
Kitne Me bik gya daam pochte Hain Log
Ma sangdil Tha ya wo harjai
Ek yehi bat sar-e-Am pochte hain Log
Kal kya ho ga muje khud khaber nhi
Meri mohabat ka anjam pochte Hain Log..
Wabasta TERI Hayaat Se Sabhi Silsilay Hain Magar !!
Meri Zindagi Hai Mukhtasir TERI Muhabut K Liye.
Is dil ka kaha maano ek kaam kar do,
Ek be-naam si mohabbat mere naam kar do,
Merey par faqat itna ehsan kar do,
Ek subha ko milo aur shaam kar do.
Main Ne Parindo Se Pyaar Kya To,,
Woh Urh Gaya
Main Ne Sooraj Se Pyaar Kya To,,,
Woh Gharoob Ho Gaya
Main Ne Chand Se Pyaar Kya To,
Woh Badlon Main Chup Gaya
Main Ne Pani Se Pyaar Kya To,
Woh Beh Gaya
Main Ne Baraf Se Pyaar Kya To,
Woh Pighal Gaya
Main Ne Barish Se Pyaar Kya To,
Woh Baras K Thum Gaya
Main Ne Aag Se Pyaar Kya To,
Woh Bujh Gai
Main Ne Phoolon Se Pyaar Kya To,
Woh Murjha Gaya
Main Ne Kanto Se Pyaar Kya To,
Wo Toot Gaya
Main Ne Janwaron Se Pyaar Kya To,
Woh Meri Zaban Na Samjh Sakay
Or Jab..Main Ne Insaan’on Se Pyaar Kya To,
Woh Be-Wafa Niklay
sanson ka basar tum say tumhi tak hay
meri mohabbat b tum say tumhi tak hay
jazba-e-ishq sacha na hota to rasta badal letay
mere raston ka guzar tum say tumhi tak hay.
Doston KA to aana JAANA ha,
par YE dost tera PURANA ha,
is DOST ko kabhi BHULA na dena,
kyun K ye dost TERI dosti ka DEEVANA ha.
Waqat-e-Nizah hai iztaraab,
mein hon k Jaan kis ko don GHALIB.
Wo bhi aaye baithe hain,
aur Maot bhi aai baithi hai.
Hum raat ki tanhaye may awaz deya kartay hay
taroo se ap ka zikar keya kartay hay
Ma ao hamaray kawabo may tum kyu kay
Hum kawabo may b dil chura liya karty hay
Hum nind k ziyada shoqeen nahi FARAZ
Kuch khwaab na dekhain tu guzara nahi hota