SMS Collection

All SMS

fine urdu fight of Lucknow

Fine Urdu fight of Lucknow

Two boys are fighting in Lucknow

1st: dekheiay agar aap hamari baat nahi maanein ge

tu hum aap k walid-e-muhtaram ki shaan mein

gustakhana Kalimat pesh karein ge.

2nd: Tu huzur phir hum bhi aap k rukhsar-e-mubarak pe

aisa tamancha baja laeyn ge k gaal gulab ki manind chamakney lage ga.