Sitaaron ki baat poocho
“Hum sy poochni hai tou Sitaaron ki baat poocho “Faraz”,
“Khawabon ki baat tou woh karty hein jinhein Neend Aati ho”…..
“Hum sy poochni hai tou Sitaaron ki baat poocho “Faraz”,
“Khawabon ki baat tou woh karty hein jinhein Neend Aati ho”…..
Ek bar kr k aitbar likh do,
Kitna hai mj se pyar likh do,
Kat’ti nahi ye zindgi ab tre bin,
Kitna or karun intizar likh do,
Taras rahay hain bari muddat se,
Iss bar apni mohabbat ka izhar likh do,
Deewanay ho jayen jisay parh k hum,
Kuch aisa tum mere yaar likh do,
Ziyada nahi likh saktay to mat likho tum,
Mohabbat bharay lafz do chaar likh do,
Ek baar likho mohabbat hai mujhe tum se,
Phir yehi jumla bar bar likh do
Mat de humen khush rehnay ki duaa “MOHSIN”
HuM khushiyan Rakhtay Nahi Baant diya kartay hain.
Yäädäiñ Höti Häiñ Sätänè kè Liäy
Köi Rüthtä Häy Phir Män Jänè kè Liäy
Rishtè Bänänä köi Müskhil Tö Nähi
Pär Jän Täk çhäli jäti Häy isäy Nibhänè kè Liäy;-
Us dil se pyar karo jo tumhe dard de,
par us dil ko kabhi dard na do jo tumhe pyar kare.
kunki tum duniya ke liye koi ek ho,
par kisi ke liye tum sari duniya ho.
Wo
mujhe
zindagi
samjhta hai
Faraz,
Kya
usay
mera
aitibar
nahi.
Chalo choro janey do in shakista dil ki aahoun ko Faraz,
agar kisi ko ehsaas hota tu hum bikhartey hi kyun……!
Meri Rooh Nikalne Wali Hogi
Meri Saans Bikherne Wali Hogi
Phir Daman Zindagi Ka Choote Ga
Dhaaga Saans Ka Bhi Toote Ga
Phir Wapis Hum Na Aayenge
Phir Hum se Koi na Roothe Ga
Phir Aankho’n main Noor Na Hoga
Phir Dil Gham Se Choor Na Hoga
Us Pal Tum Hum Ko Thaamo Ge
Hum Se Dost Apna Maango Ge
Phir Hum Na Kch Bhi Bolen Ge
Aankhain’n Bhi Na Kholen Ge
Us Pal Tum Ro Do G
Hum Ko Tum Kho Do Ge …
Ankhey to pyar me dil ki zuban hoti he ,
Sachi chahat to sada bezuban hoti he ,
pyar me dard bhi miley to kya ghabrana ,
suna he dard se chahat aur jawa hoti he
Mujhe raat bhar ye baat sone nahi deti Faraz.
Zindagi 4 din ki ha to, Test Match 5 din ka kyun.