Hum se wafa kare koi
K
A
S
H
Hum se wafa kare koi,
K
E
S
E
Tum Bin
jiya kare koi,
D
I
L
ne Chaha he
Tumko,
T
U
M
Na Chaho to kya
kare koi.
K
A
S
H
Hum se wafa kare koi,
K
E
S
E
Tum Bin
jiya kare koi,
D
I
L
ne Chaha he
Tumko,
T
U
M
Na Chaho to kya
kare koi.
Us se pyar kar k meri kismat hi jaag gayi,
Us se pyar kar k meri aarzo bhi jaab gayi.
Phir aik din aisa howa yaaroo.
.
.
.
Woh kambakht kisi SARDAR k sath bhag gayi.
Sulook usny mujh se kisi cigeritte ka sa kiya,
Pehly jalaya phir piya paon rakha bujha diya,
Yani talab thi usko meri kuch waqt k liye,
pehly lagaya hont se or phir dhuwen me uradiya,
Apni sansain khench k meri khushbu khud men basa li,
Meri jalti hui rakh ko apni ungliyun se giradiya.
Jane kitni kitabon ko hm aj parhte rhe,
Lakhon lafzon ko hm aj chunte rhe,
Ña koi shair mila na koi lafz . Faqt yh khna tha
K aj hm bs apko yad krte rhay
Zindagi bhaut kuch sikhati hai ,
kabhi hasati he..kabhi rulati hai ,
kudh se jayada kisipe bharosa maat karna ,
andhere me to parchai bhi saath chor jati hai..
is hawa mein khushbu hai aapki
is chand ki roshni mein surat hai aapki
is dil se jo mar kar bhi juda na ho sake
wo sirf or sirf muhabbat hai aapki
Hamain bhi yaad rakhna,
jab likho tareekh-e-wafa Sagar.
K hum ne bhi lutaya hai,
chaman mein aashiyaan apna…
Pyase Ko Ek Katra Pani Kafi He ,
Ishq Me Chaar Pal Ki Zindagi Kafi He ,
Dubne Ko Samandar Me Jaye Kaha ,
Aapki AankhoN Se Tapka Vo Pani Kafi He……
Nahi Masroof Main Itna K Sab Ko Bhool Jaon
Jab Koi Muntazir Hi Na Ho To Rabita Acha Nahi Lagta.
Meri ya adat nhi k kisi ko hal-e-dil sunao,
“*SAGAR*”
Par takleef bhi buhat milti hai raaz-e- dil chupane se.