Kitaab-e-dil mein jö NAFRAT ka baab rakhta tha,
Wö chahtön ka mukammal hisaab rakhta tha,
Fareb deta raha dösti k pardön mein,
Wö shakhs chehre pe kitne naqaab rakhta tha,
Aaj us k haathön mein patthar dikhai deta hai,
Jö apne haath mein har dam gulaab rakhta tha..
bad’naam howey hum shehar mein jiski wajah se Faraz.
us shaks ko kabhi hum ne jee bhar k dekha bhi nahi.
aj ISHQ de tournament de andar,
main pyar da FINAL haar gay,
si husan di BATTING,
har CHAKKA boundry paar gaya,
mera dilbar GUGLIAN bollan wich,
menu pyar da BOUNCER maar gaya,
kita CATCH une mera dil yaaro,
te main jitya MATCH vi haar gaya.
jab chalay thay to hum tanha thay Faraz.
phir tum mulay,
gham milay or qafla ban gaya
hum tu mohabbat mei tauheed k qail han FARAZ
aik hi shakhs ko meboob banye rakha…….
Dewangi se kum na thi kuch apni justuju,
Hum bewafa jahan mein wafa dhondte rahay,
Mehromiyon k dor mein Kin hasraton k sath,
Hum chulon ki BIRYANI mein BOTI dhondte rahay:-D
Bheegi Hui Ek Sham Ki Dehleez Pay Bethay
Mein Dil K Sulagny Ka Sabab Soch Raha hoon
Dunia Ki Tu Aadat Hay Badal Leti Hein Aankhein
Mein Tery Badlney Ka Sabab Soch Raha hoon
Buhat Ajeeb Hain Ye Bandashein Muhabbat Ki,
Na Us Ne Qaid Mein Rakha Na Hum Farar Howe..!
Mujhe bekhudi ki hai arzo
Mujhe qurbaton ka khumar de
Mere ang ang mein youn utar
K mujhi mein khud ko utar de
Tu jo rug rug mein bus gaya
To hai dorion ka jawaz kiya
Meri zindagi mere pas aa
Meri bekhudi ko qarar de
Hai nazar nazar teri joostajo
Tu meri wafa ki hai aabro
Kabhi youn b ho mere roobaro
Mujhe jan say hi guzar de
Mujhe istarah say tu yad aa
Teri yaad ko b guman na ho
Tu mere khayal men youn sama
Mera harf harf nikhaar de..
Iss Zamane Se Bohat Alag Ho “TÜM”
Woh Khushnaseb Hai Jis k Paas Ho “TÜM”
Humary Liye To Woh Waqt Hi Haseen Hai
Jab Humein YÄÄD kar K MÜSKÜRÄTE Ho “TÜM”